Category:Mumbai
R/ AAmir khan Sir apka satyamevjayate seeris aap ki tarah hi kabil a tarif hai. samaj ko es adabhut aur aiyana dikhane ke liye tks. sir apke dheyan ko mai dusare taraf bhi khichna chahata hu aur wo hai UNEMPLOYMENT BAIROZGARI , AAJ sakar es aur kam hi dhyan de rahi hai, govt. noukari mai jyada dhayan es aur diya jata hai ki jo admi allready govt job mai hai aur apni noukari ka samay pura kar chuka hai zindki ke imp time ko khushi se bita chuka hai use thoda aur time diya jaye agar govt employee retaired 58 mai hota hai to govt 60 years retairement ka kar deti hai, 62years bhi kar ke berozgari ko 4years ke liye badhi deti hai,BUT UNEMPLOYMENT KI AUR JARA BHI FOKAS NAHI HAI GOVT AND OTHER NOUKARI MAI MAX AGE LIMIT NOUKARI KI KOSHISH KE LIYE 30,33 YEARS HI LAST KYU HAI ? BAIROZGAR PERSON KO 40 YEAR KYO NAHI DIYA JATA NOUKARI PANE KE LIYE ? TAKI WAH AGAR 20 SAL BHI NOUKARI KAR PATA HAI TO ZINDGI KE AKHARI SAMAY ME USKE PAS AUR APNE PARIWAR KO DENE KE LIYE KUCHHA PAISE AUR SUKH SE BITANE KA SUKUN TO HOGA ? JO PERSON ALLREADY GOVT JOB KAR RAHA HAI USASE AUR KARNE KE LIYE KAHA JA RAHA HAI, PARANTU JO PERSON BAIROZGAR HAI USAKE LIYE AUR MISKILE KHADI KI JATI RAHI HAI KYO .?